हमें जब से Hume Jab Se Mohabbat Ho Gayi Hai Lyrics - BordeR

हमें जब से मोहब्बत हो गई है Hume Jab Se Mohabbat Ho Gayi Hai Lyrics From Border (1997):  Starring Sunny Deol, Jackie Shroff, Sunil Shetty & Akshaye Khanna. Hume Jab Se Mohabbat Ho Gayi Hai song is sung by Sonu Nigam,  Alka Yagnik and composed by Anu Malik  while the lyrics are written by  Javed Akhtar and presenting by Venus.

Song Details:

Song Title: Hume Jab Se Mohabbat Ho Gayi Hai
Movie: Border (1997)
Singer: Sonu Nigam & Alka Yagnik
Lyrics:  Javed Akhtar
Music: Anu Malik
Music Label: Venus

Hume Jab Se Mohabbat Ho Gayi Hai Lyrics:

Mahi mahi motiyan wala
Mera sona dachiyan wala
Mahi mahi motiyan wala
Mahi mahi motiyan wala

Hame jabse mohabbat ho gayi hai
Ye duniya khubsurat ho gayi hai-x2
Hame jabse mohabbat ho gayi hai…

Hai leepti dhund mein dilkash nazare
Nadi khamosh hai chup hai kinare
Hai ik chhoti si kaashti aur ham hai
Chale jate hai lehron ke sahare
Suhani ab lo sangaat ho gayi hai
Ye duniya khubsurat ho gayi hai
Hame jabse mohabbat ho gayi hai

Main kheto mein bani pagdandiyo par
Tumhara hath thame chal raha hoon
Hai pighla sham ke suraj ka sona
Magar main sirf tumko dekhta hu
Ajab is dil ki halaat ho gayi hai
Ye duniya khubsurat ho gayi hai
Hame jabse mohabbat ho gayi hai
Ye duniya khubsurat ho gayi hai
Hame jabse mohabbat ho gayi hai

Mahi mahi motiyan wala
Mera sona dachiyan wala
Mahi mahi motiyan wala
Mahi mahi motiyan wala

Hume Jab Se Mohabbat Ho Gayi Hain Hindi Lyrics:

माही माही मोतियां वाला
मेरा सोना दाचियां वाला
माही माही मोतियां वाला
माही माही मोतियां वाला

हमें जबसे मोहब्बत हो गई है
ये दुनिया खूबसूरत हो गई है-x2
हमें जबसे मोहब्बत हो गई है...

है लिपटी धुंध में दिलकाश नज़रे 
नदी खामोश है चुप है किनारे
है इक छोटी सी कस्ती और हम है
चले जाते हैं लहरों के सहारे 
सुहानी अब लो संगत हो गई है
ये दुनिया खूबसूरत हो गई है
हमें जबसे मोहब्बत हो गई है

मैं खेतो में बनी पगदंडियो पर
तुम्हारा हाथ थाम चल रहा हूं
है पिघला शाम के सूरज का सोना
मगर मैं सिरफ तुमको देखता हूं
अजब इस दिल की हलत हो गई है
ये दुनिया खूबसूरत हो गई है
हमें जबसे मोहब्बत हो गई है
ये दुनिया खूबसूरत हो गई है
हमें जबसे मोहब्बत हो गई है

माही माही मोतियां वाला
मेरा सोना दाचियां वाला
माही माही मोतियां वाला
माही माही मोतियां वाला

Post a Comment (0)
Previous Post Next Post